Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yaqoob Rahi

b. 1943

Poems

  1. jāge zamīr-e-zehn khule tāzgī milechhoṭe gahan ke mujh ko mirī raushnī mile
  2. ḳhud pe ilzām kyūñ dharo bābāzindagī maut hai maro bābā
  3. ḳhūn kī ek nadī aur bahegī shāyadjang jārī hai to jārī hī rahegī shāyad
  4. dard us kā ubhar rahā hogāsārā nasha utar rahā hogā
  5. zindagī dasht-e-balā ho jaisetujh ko pāne kī sazā ho jaise
  6. surḳh lāve kī tarah tap ke nikharnā sīkhosūkhī dhartī kī darāroñ se ubharnā sīkho
  7. koī bādal tapish-e-ġham se pighaltā hī nahīñaur dil hai ke kisī tarah bahaltā hī nahīñ
  8. koī be nām ḳhalish uksā.ekyā zarūrī hai tirī yād ā.e
  9. mushāhada na koī tajriba na ḳhvāb koītamām sher-o-suḳhan harf ijtināb koī
  10. havā-e-sub.h numū dushman-e-chaman kaiseshikār-e-rashk-o-raqābat gul-o-saman kaise