Poet
Vihan Gupta Garg
b. 1999
Poems
- آپ جیسوں سے وفا کر کے ملا کچھ بھی نہیںخیر ایسی بات سے مجھ کو گلہ کچھ بھی نہیںāp jaisoñ se vafā kar ke milā kuchh bhī nahīñḳhair aisī bāt se mujh ko gila kuchh bhī nahīñ
- سچ کہیں آپ سے ہم پیار نہیں کرتے ہیںاس لئے عشق کا اظہار نہیں کرتے ہیںsach kahīñ āp se ham pyār nahīñ karte haiñis liye ishq kā iz.hār nahīñ karte haiñ
- میں اس کی قید سے آزاد بھی ہوتا نہیں تھامگر اس قید سے ناشاد بھی ہوتا نہیں تھاmaiñ us kī qaid se āzād bhī hotā nahīñ thāmagar is qaid se nāshād bhī hotā nahīñ thā
- میں اس لئے بھی کسی سے وفا نہیں کرتانہیں ہے ایسا کوئی جو دغا نہیں کرتاmaiñ is liye bhī kisī se vafā nahīñ kartānahīñ hai aisā koī jo daġhā nahīñ kartā
- نام اتنا بھی کسی کا نہ اچھالا جائےرنج و غم بھی جو سنبھالے نہ سنبھالا جائےnām itnā bhī kisī kā na uchhālā jā.eranj-o-ġham bhī jo sambhāle na sambhālā jā.e
- ہماری زندگی کی اس طرح ہر شام ہوتی ہےکبھی یہ خاص ہوتی ہے کبھی یہ عام ہوتی ہےhamārī zindagī kī is tarah har shām hotī haikabhī ye ḳhās hotī hai kabhī ye ām hotī hai
- ہمارے جینے کی آسانی چھین لیتا ہےجگا کے پیاس خدا پانی چھین لیتا ہےhamāre jīne kī āsānī chhīn letā haijagā ke pyās ḳhudā pānī chhīn letā hai