Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Vala Jamal Al Aseeli

Poems

Meter
  1. is zindagī se koī shikāyat nahīñ mujhekahtī hūñ sach ke jhūṭ kī ādat nahīñ mujhe
  2. us se mil kar huī maḳhmūr zuleḳhā kī tarahmaiñ bhī hūñ ishq meñ mas.hūr zuleḳhā kī tarah
  3. ta.abīroñ ko ḍhūñḍ rahī hūñ ḳhvāboñ kī parvāh nahīñmanzil par hī nazar hai merī rastoñ kī parvāh nahīñ
  4. dil se mirī yādoñ ko rahā kyūñ nahīñ kartetum phūl se ḳhushbū ko judā kyūñ nahīñ karte
  5. na kar ġhurūr agar to kamāl rakhtā haike har urūj yahāñ par zavāl rakhtā hai
  6. yahī sadā mujhe aksar sunā.ī detī haisukūn kis ko butoñ kī ḳhudā.ī detī hai