Poet
Urmilesh
1951–2005
Poems
- ان کے کہنے پہ لکھ رہے ہوتےہم بھی کیسٹ میں بج رہے ہوتےun ke kahne pe likh rahe hoteham bhī kesiṭ meñ baj rahe hote
- پوری ہمت کے ساتھ بولیں گےجو سہی ہے وہ بات بولیں گےpūrī himmat ke sāth boleñgejo sahī hai vo bāt boleñge
- تو جلا وہ بھی غلط تھا میں جلا یہ بھی غلطحوصلہ وہ بھی غلط تھا حوصلہ یہ بھی غلطtū jalā vo bhī ġhalat thā maiñ jalā ye bhī ġhalathausla vo bhī ġhalat thā hausla ye bhī ġhalat
- جب بھی اچھی زمین ڈھونڈھیں گےسب تری آستین ڈھونڈھیں گےjab bhī achchhī zamīn ḍhūñḍheñgesab tirī āstīn ḍhūñḍheñge
- جی کر ہر موسم لکھتے ہیںہاں جی ہاں ہم کم لکھتے ہیںjī kar har mausam likhte haiñhāñ jī hāñ ham kam likhte haiñ
- حادثوں پر فدا ہو گئیزندگی کیا سے کیا ہو گئیhādsoñ par fidā ho ga.īzindagī kyā se kyā ho ga.ī
- رشتوں کی بھیڑ میں بھی وہ تنہا کھڑا رہاندیاں تھی اس کے پاس وہ پیاسا کھڑا رہاrishtoñ kī bhīṛ meñ bhī vo tanhā khaṛā rahānadiyāñ thī us ke pās vo pyāsā khaṛā rahā
- کل نہ بدلا وہ آج بدلے گاوقت اپنا مزاج بدلے گاkal na badlā vo āj badlegāvaqt apnā mizāj badlegā
- لوگ جس کو گنگنائیں آج کے ماحول میںوہ غزل کیسے سنائیں آج کے ماحول میںlog jis ko gungunā.eñ āj ke māhaul meñvo ġhazal kaise sunā.eñ āj ke māhaul meñ
- وہ جو غزلوں کے استاد ہیں دوستوںکیا کہیں کتنے جلاد ہیں دوستوںvo jo ġhazloñ ke ustād haiñ dostoñkyā kaheñ kitne jallād haiñ dostoñ
- ہم نہ اردو میں نہ ہندی میں غزل کہتے ہیںہم تو بس آپ کی بولی میں غزل کہتے ہیںham na urdū meñ na hindī meñ ġhazal kahte haiñham to bas āp kī bolī meñ ġhazal kahte haiñ
- یہ خبر بھی چھاپئے گا آج کے اخبار میںروح بھی بکنے لگی ہے جسم کے بازار میںye ḳhabar bhī chhāpiyegā āj ke aḳhbār meñrūh bhī bikne lagī hai jism ke bāzār meñ