Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Umair Najmi

b. 1986

Poems

Meter
  1. ik din zabāñ sukūt kī pūrī banā.ūñgāmaiñ guftugū ko ġhair zarūrī banā.ūñgā
  2. ek tārīḳh muqarrar pe to har māh milejaise daftar meñ kisī shaḳhs ko tanḳhvāh mile
  3. bichhaṛ ga.e to ye dil umr bhar lagegā nahīñlagegā lagne lagā hai magar lagegā nahīñ
  4. baṛe tahammul se rafta rafta nikālnā haibachā hai jo tujh meñ merā hissa nikālnā hai
  5. tum is ḳharābe meñ chār chhe din ṭahal ga.ī hoso ain mumkin hai dil kī hālat badal ga.ī ho
  6. jahān bhar kī tamām ānkheñ nichoṛ kar jitnā nam banegāye kal milā kar bhī hijr kī rāt mere girya se kam banegā
  7. dā.eñ bāzū meñ giṛā tīr nahīñ khīñch sakāis liye ḳhol se shamshīr nahīñ khīñch sakā
  8. kuchh safīne haiñ jo ġharqāb ikaṭṭhe hoñgeānkh meñ ḳhvāb tah āb ikaṭṭhe hoñge
  9. khel donoñ kā chale tīn kā dāna na paṛesīṛhiyāñ ātī raheñ sānp kā ḳhāna na paṛe
  10. mujhe pahle to lagtā thā ke zātī masala haimaiñ phir samjhā mohabbat kā.inātī masala hai
  11. maiñ barash chhoṛ chukā āḳhirī tasvīr ke ba.admujh se kuchh ban nahīñ pāyā tirī tasvīr ke ba.ad
  12. har ik hazār meñ bas pānch sāt haiñ ham lognisāb-e-ishq pe vājib zakvāt haiñ ham log