Poet
سید ہمایوں میرزا حقیر
Poems
- پوچھ لو گر جھوٹ کہتا ہوں دل ناکام سےصبح کی ہے آج بھی رو رو کے میں نے شام سےpūchh lo gar jhūṭ kahtā hūñ dil-e-nākām sesub.h kī hai āj bhī ro ro ke maiñ ne shām se
- تڑپا کیا جو یہ دل مضطر تمام راتکاٹی ہے میں نے کیا کہوں کیوں کر تمام راتtaṛpā kiyā jo ye dil-e-muztar tamām rātkāṭī hai maiñ ne kyā kahūñ kyūñ kar tamām rāt
- تیری زلف میں دل پھنسا چاہتا ہےیہ آباد گھر اب لٹا چاہتا ہےterī zulf meñ dil phañsā chāhtā haiye ābād ghar ab luṭā chāhtā hai
- چھانتے خاک ہیں اس راہ سے آنے والےجی سے جاتے ہیں ترے کوچہ سے جانے والےchhānte ḳhāk haiñ is rāh se āne vālejī se jāte haiñ tire kūcha se jāne vāle
- دشمن کو لے کے ساتھ ستم گر ادھر بڑھاکچ درد سر گھٹا تھا کہ درد جگر بڑھاdushman ko le ke sāth sitam gar idhar baṛhākach dard-e-sar ghaṭā thā ke dard-e-jigar baṛhā
- عاشق کے لیے ہجر کا آزار کہاں تکدکھ سہتا رہے آپ کا بیمار کہاں تکāshiq ke liye hijr kā āzār kahāñ takdukh sahtā rahe āp kā bīmār kahāñ tak
- وہ نہ آیا کبھی ادھر افسوسغیر کا ہو گیا مگر افسوسvo na āyā kabhī idhar afsosġhair kā ho gayā magar afsos