Poet
شیر محمد خاں ایمان
Poems
- دل کے آئینے میں نت جلوہ کناں رہتا ہےہم نے دیکھا ہے تو اے شوخ جہاں رہتا ہےdil ke ā.īne meñ nit jalva kunāñ rahtā haiham ne dekhā hai to ai shoḳh jahāñ rahtā hai
- دیت اس قاتل بے رحم سے کیا لیجئے گااپنی ہی آنکھوں سے اب خون بہا لیجئے گاdet us qātil-e-be rahm se kyā lījiye gāapnī hī ānkhoñ se ab ḳhūn bahā lījiye gā
- عالم میں حسن تیرا مشہور جانتے ہیںارض و سما کا اس کو ہم نور جانتے ہیںālam meñ husn terā mashhūr jānte haiñarz-o-samā kā us ko ham nūr jānte haiñ
- قصہ تو زلف یار کا طول و طویل ہےکیوں کر ادا ہو عمر کا رشتہ قلیل ہےqissa to zulf-e-yār kā tūl-o-tavīl haikyūñ kar adā ho umr kā rishta qalīl hai
- کس روز الٰہی وہ مرا یار ملے گاایسا بھی کبھی ہوگا کہ دل دار ملے گاkis roz ilāhī vo mirā yār milegāaisā bhī kabhī hogā ke dil dār milegā
- مہرباں پاتے نہیں تیرے تئیں یک آن ہمپھر بھلا دل کے نکالیں کس طرح ارمان ہمmehrbāñ pāte nahīñ tere ta.īñ yak ān hamphir bhalā dil ke nikāleñ kis tarah armān ham
- یوسف ہی زر خریدوں میں فیروز بخت تھاقیمت میں جس کی پھر وہی شاہی کا تخت تھاyūsuf hī zar ḳharīdoñ meñ fīroz baḳht thāqīmat meñ jis kī phir vahī shāhī kā taḳht thā
- پہنچا ہے آج قیس کا یاں سلسلہ مجھےجنگل کی راس کیوں نہ ہو آب و ہوا مجھےpahuñchā hai āj qais kā yāñ silsila mujhejangal kī rās kyūñ na ho āb-o-havā mujhe