Poet
Sheikh Ibrahim Zauq
محمد ابراہیم ذوق1790–1854
Poems
- نیمچہ یار نے جس وقت بغل میں ماراجو چڑھا منہ اسے میدان اجل میں ماراnīmcha yār ne jis vaqt baġhal meñ mārājo chaṛhā muñh use maidān-e-ajal meñ mārā
- وقت پیری شباب کی باتیںایسی ہیں جیسے خواب کی باتیںvaqt pīrī shabāb kī bāteñaisī haiñ jaise ḳhvāb kī bāteñ
- وہ کون ہے جو مجھ پہ تأسف نہیں کرتاپر میرا جگر دیکھ کہ میں اف نہیں کرتاvo kaun hai jo mujh pe tasaf nahīñ kartāpar merā jigar dekh ke maiñ uf nahīñ kartā
- ہاتھ سینہ پہ مرے رکھ کے کدھر دیکھتے ہواک نظر دل سے ادھر دیکھ لو گر دیکھتے ہوhāth sīna pe mire rakh ke kidhar dekhte hoik nazar dil se idhar dekh lo gar dekhte ho
- ہم ہیں اور شغل عشق بازی ہےکیا حقیقی ہے کیا مجازی ہےham haiñ aur shaġhl-e-ishq bāzī haikyā haqīqī hai kyā majāzī hai
- ہنگامہ گرم ہستئ نا پائیدار کاچشمک ہے برق کی کہ تبسم شرار کاhangāma garm-e-hastī-e-nā pā.īdār kāchashmak hai barq kī ke tabassum sharār kā
- ہوئے کیوں اس پہ عاشق ہم ابھی سےلگایا جی کو ناحق غم ابھی سےhue kyūñ us pe āshiq ham abhī selagāyā jī ko nāhaq ġham abhī se
- یہ اقامت ہمیں پیغام سفر دیتی ہےزندگی موت کے آنے کی خبر دیتی ہےye iqāmat hameñ paiġhām safar detī haizindagī maut ke āne kī ḳhabar detī hai
- تو بھلا ہے تو برا ہو نہیں سکتا اے ذوقؔہے برا وہ ہی کہ جو تجھ کو برا جانتا ہےtū bhalā hai to burā ho nahīñ saktā ai zauqhai burā vo hī ke jo tujh ko burā jāntā hai
- جن کو اس وقت میں اسلام کا دعویٰ ہے کمالغور سے دیکھو تو اے ذوقؔ ہے ان کا یہ حالjin ko is vaqt meñ islām kā da.avā hai kamālġhaur se dekho to ai zauq hai un kā ye hāl
- دنیا سے ذوقؔ رشتۂ الفت کو توڑ دےجس سر کا ہے یہ بال اسی سر میں جوڑ دےduniyā se zauq-e-rishta-e-ulfat ko toṛ dejis sar kā hai ye bāl isī sar meñ joṛ de
- برق میرا آشیاں کب کا جلا کر لے گئیکچھ جو خاکستر بچا آندھی اڑا کر لے گئیbarq merā āshiyāñ kab kā jalā kar le ga.īkuchh jo ḳhākistar bachā āndhī uṛā kar le ga.ī
- جو کچھ کہ ہے دنیا میں وہ انساں کے لیے ہےآراستہ یہ گھر اسی مہماں کے لیے ہےjo kuchh ke hai duniyā meñ vo insāñ ke liye haiārāsta ye ghar isī mehmāñ ke liye hai
- لیتے ہی دل جو عاشق دل سوز کا چلےتم آگ لینے آئے تھے کیا آئے کیا چلےlete hī dil jo āshiq-e-dil soz kā chaletum āg lene ā.e the kyā ā.e kyā chale
- ہیں دہن غنچوں کے وا کیا جانے کیا کہنے کو ہیںشاید اس کو دیکھ کر صل علیٰ کہنے کو ہیںhaiñ dahan ġhunchoñ ke vā kyā jāne kyā kahne ko haiñshāyad us ko dekh kar sal-e-alī kahne ko haiñ