جن کو اس وقت میں اسلام کا دعویٰ ہے کمال
Sheikh Ibrahim Zauq (1790–1854)جن کو اس وقت میں اسلام کا دعویٰ ہے کمال
غور سے دیکھو تو اے ذوقؔ ہے ان کا یہ حال
جس طرح سے کہ ہنسا دینے کو بے دینوں کے
نقل کرتا ہو مسلمان کی کافر نقال
jin ko is waqt mein islam ka daawa hai kamal
ghaur se dekho to ai zauq hai un ka ye hal
jis tarah se ke hansa dene ko be denon ke
naql karta ho musalman ki kafir naqqal