Poet
Sheikh Ibrahim Zauq
محمد ابراہیم ذوق1790–1854
Poems
- تو بھلا ہے تو برا ہو نہیں سکتا اے ذوقؔہے برا وہ ہی کہ جو تجھ کو برا جانتا ہےtū bhalā hai to burā ho nahīñ saktā ai zauqhai burā vo hī ke jo tujh ko burā jāntā hai
- جن کو اس وقت میں اسلام کا دعویٰ ہے کمالغور سے دیکھو تو اے ذوقؔ ہے ان کا یہ حالjin ko is vaqt meñ islām kā da.avā hai kamālġhaur se dekho to ai zauq hai un kā ye hāl
- دنیا سے ذوقؔ رشتۂ الفت کو توڑ دےجس سر کا ہے یہ بال اسی سر میں جوڑ دےduniyā se zauq-e-rishta-e-ulfat ko toṛ dejis sar kā hai ye bāl isī sar meñ joṛ de