Poet
Sheikh Ibrahim Zauq
محمد ابراہیم ذوق1790–1854
Poems
- برق میرا آشیاں کب کا جلا کر لے گئیکچھ جو خاکستر بچا آندھی اڑا کر لے گئیbarq merā āshiyāñ kab kā jalā kar le ga.īkuchh jo ḳhākistar bachā āndhī uṛā kar le ga.ī
- جو کچھ کہ ہے دنیا میں وہ انساں کے لیے ہےآراستہ یہ گھر اسی مہماں کے لیے ہےjo kuchh ke hai duniyā meñ vo insāñ ke liye haiārāsta ye ghar isī mehmāñ ke liye hai
- لیتے ہی دل جو عاشق دل سوز کا چلےتم آگ لینے آئے تھے کیا آئے کیا چلےlete hī dil jo āshiq-e-dil soz kā chaletum āg lene ā.e the kyā ā.e kyā chale
- ہیں دہن غنچوں کے وا کیا جانے کیا کہنے کو ہیںشاید اس کو دیکھ کر صل علیٰ کہنے کو ہیںhaiñ dahan ġhunchoñ ke vā kyā jāne kyā kahne ko haiñshāyad us ko dekh kar sal-e-alī kahne ko haiñ