Poet
Sabiha Khan
Poems
- بے سبب ہم سے وہ بیزار نظر آتے ہیںدکھ کے ہر چار سو انبار نظر آتے ہیںbe sabab ham se vo bezār nazar āte haiñdukh ke har chār sū ambār nazar āte haiñ
- جو اس کا کھیل تھا یا دل لگی تھیوہی میرے لئے دل کی لگی تھیjo us kā khel thā yā dil lagī thīvahī mere liye dil kī lagī thī
- خواب آنکھوں میں سجانا بھی ضروری ٹھہرازندہ رہنے کا بہانہ بھی ضروری ٹھہراḳhvāb ānkhoñ meñ sajānā bhī zarūrī ṭhahrāzinda rahne kā bahāna bhī zarūrī ṭhahrā
- خود کو اہل وفا سمجھتے ہیںاوروں کو بے وفا سمجھتے ہیںḳhud ko ahl-e-vafā samajhte haiñauroñ ko be vafā samajhte haiñ
- کام ہے ان کا جفا وہ با وفا کہنے کو ہیںدیتے ہیں جو درد دل اہل شفا کہنے کو ہیںkām hai un kā jafā vo bā vafā kahne ko haiñdete haiñ jo dard-e-dil ahl-e-shifā kahne ko haiñ
- ہے کھیل جاری ازل سے یہ اوج و پستی کاعروج جس کا کبھی تھا زوال ہے اس کاhai khel jārī azal se ye auj-o-pastī kāurūj jis kā kabhī thā zavāl hai us kā
- یہی کاغذ یہی قلم ہوگاروز اک واقعہ رقم ہوگاyahī kāġhaz yahī qalam hogāroz ik vāqi.a raqam hogā