Poet
Sabeela Inam Siddiqui
b. 1994
Poems
- آنکھوں میں وہ آئیں تو ہنساتے ہیں مجھے خوابہر روز نئے باغ دکھاتے ہیں مجھے خوابānkhoñ meñ vo ā.eñ to hañsāte haiñ mujhe ḳhvābhar roz na.e bāġh dikhāte haiñ mujhe ḳhvāb
- ادراک ہی محال ہے خواب و خیال کادل کے ورق پہ عکس ہے اس کے جمال کاidrāk hī muhāl hai ḳhvāb-o-ḳhayāl kādil ke varaq pe aks hai us ke jamāl kā
- اسے بیتاب ہو کر سوچتی ہوںمیں اک گلفام اکثر سوچتی ہوںuse betāb ho kar sochtī hūñmaiñ ik gulfām aksar sochtī hūñ
- اگر الفاظ سے غم کا ازالہ ہو گیا ہوتاحقیقت تو نہ ہوتی بس دکھاوا ہو گیا ہوتاagar alfāz se ġham kā izāla ho gayā hotāhaqīqat to na hotī bas dikhāvā ho gayā hotā
- باد صرصر بھی قربت کی چلتی رہے دن نکلتا رہے شام ڈھلتی رہےزلف ہاتھوں سے تیرے سنورتی رہے دن نکلتا رہے شام ڈھلتی رہےbād-e-sarsar bhī qurbat kī chaltī rahe din nikaltā rahe shām ḍhaltī rahezulf hāthoñ se tere sañvartī rahe din nikaltā rahe shām ḍhaltī rahe
- بگڑنے والا کسی دن سنور ہی جائے گامزاج دوست بالآخر سدھر ہی جائے گاbigaṛne vālā kisī din sañvar hī jā.egāmizāj-e-dost bilāḳhir sudhar hī jā.egā
- پیغام زندگی ہے خوشی کی نوید ہےمیرے لیے تو آپ کا دیدار عید ہےpaiġhām-e-zindagī hai ḳhushī kī naved haimere liye to āp kā dīdār e.id hai
- تم دل کی دل میں رکھو بتایا نہیں کرویوں کہہ کے داستان رلایا نہیں کروtum dil kī dil meñ rakho batāyā nahīñ karoyūñ kah ke dāstān rulāyā nahīñ karo
- خاموش ہوں میں لب پہ شکایت تو نہیں ہےفریاد کروں یہ مری عادت تو نہیں ہےḳhāmosh hūñ maiñ lab pe shikāyat to nahīñ haifariyād karūñ ye mirī ādat to nahīñ hai
- رکھے ہر اک قدم پہ جو مشکل کی آگہیملتی ہے اس کو راہ سے منزل کی آگہیrakhe har ik qadam pe jo mushkil kī āgahīmiltī hai us ko rāh se manzil kī āgahī
- کبھی تو دل کا کہا دل سے وہ سنے گا ہییہ قطرہ سنگ میں سوراخ تو کرے گا ہیkabhī to dil kā kahā dil se vo sunegā hīye qatra sang meñ sūrāḳh to karegā hī
- کس کو بتاتے کس سے چھپاتے سراغ دلچپ سادھ لی ہے زخم دکھایا نہ داغ دلkis ko batāte kis se chhupāte surāġh-e-dilchup sādh lī hai zaḳhm dikhāyā na dāġh-e-dil
- وفا کے راز سے پردہ نہیں اٹھاؤں گیمیں دل کے زخم تہ دل سے ہی چھپاؤں گیvafā ke rāz se parda nahīñ uṭhā.ūñgīmaiñ dil ke zaḳhm-e-tah dil se hī chhupā.ūñgī
- وہ اس ادا سے دعا کرے گاہمارا ہو کر رہا کرے گاvo is adā se duā karegāhamārā ho kar rahā karegā
- ہے ترجمان الم اور ادیب ہے سردیتبھی تو نوک قلم سے قریب ہے سردیhai tarjumān-e-alam aur adīb hai sardītabhī to nok-e-qalam se qarīb hai sardī
- اپنے اپنے ہی خول میں ہم تمکیسے خود کو چھپا کے بیٹھ گئےapne apne hī ḳhol meñ ham tumkaise ḳhud ko chhupā ke baiṭh ga.e
- ایک نازک بدن اور مسلا گیااف کلی کو درندوں نے نوچا ہے یوںek nāzuk badan aur maslā gayāuf kalī ko darindoñ ne nochā hai yūñ
- خوب صورت ہو اضافہزیست کے اوراق میںḳhūb sūrat ho izāfazīst ke aurāq meñ
- شعلے بھڑک رہے ہیںعناد و فساد کےshole bhaṛak rahe haiñinād-o-fasād ke
- مالی نےپال پوس کےmālī nepāl pūs ke
- مشکل ہے در پیشدل کے اندر رہتا ہےmushkil hai dar peshdil ke andar rahtā hai
- یہاں ہر طرف ہیں اداکار چہرےمیں روداد دل کی کسے کیا بتاؤںyahāñ har taraf haiñ adākār chehremaiñ rūdād dil kī kise kyā batā.ūñ
- خیالات و احساسجو بے ساختہ لکھ دیے ہیںḳhayālāt-o-ehsāsjo be sāḳhta likh diye haiñ
- محبت اور تجارت میںیہی اک فرق باقی ہےmohabbat aur tijārat meñyahī ik farq bāqī hai