Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Rabia Sultana Nashad

b. 1921

Poems

Meter
  1. āzādī kā jashn manā.ogīt ḳhushī ke mil ke gā.o
  2. barsāt kī buhārū mujh ko na ab satā.ojo ḳhud hī miṭ rahā hai us ko na tum miṭā.o
  3. tirī duniyā meñ rah kar kyā kareñgeḳhudāyā umr bhar royā kareñge
  4. dil-e-māyūs batā ai dil-e-nākām batāmubtalā-e-sitam gardish-e-ayyām batā
  5. dil hai ranjūr yahāñhai ye dastūr yahāñ
  6. sab ne mujh se kyā hai kinārāsirf terā hai yā rab sahārā
  7. sozish-e-ġham kā bayāñ lab pe na lā.ūñ kyūñkardard hai had se sivā dil meñ chhupā.ūñ kyūñkar
  8. fiṭ pāth pe ik bekas insāñtaklīf meñ taṛpā kartā hai
  9. fasāna-e-ġham-e-dil ab nahīñ sune jāteshab-e-firāq meñ tāre nahīñ gine jāte
  10. kyūñ ṭīs sī dil meñ uṭhtī hai kyūñ dard se jī ghabrātā haipahle to na thā aisā ālam ab dil kyūñ ḍūbā jātā hai
  11. gosha-e-dil meñ terā dard chhupāyā maiñ nechashm-e-tar ko bhī na ye rāz batāyā maiñ ne
  12. mirī tasvīr le kar kyā karogemirī tasvīr ik ḳhvāb-e-pareshāñ
  13. maiñ talāsh kar rahī thī ġham-e-dil kā kuchh bahānamirī rāh meñ ye nāhaq kahāñ ā gayā zamāna