Poet
Rabia Sultana Nashad
b. 1921
Poems
- دیکھی تھیں کبھی میں نے بھی برکھا کی بہاریںاب ٹوٹے ہوئے دل کو خدارا نہ دکھاؤdekhī thīñ kabhī maiñ ne bhī barkhā kī bahāreñab ṭūṭe hue dil ko ḳhudārā na dikhā.o
- مرے لیے شب مہتاب اک قیامت ہےتم آؤ چاند ستاروں میں دل نہیں لگتاmire liye shab-e-mahtāb ik qayāmat haitum ā.o chānd sitāroñ meñ dil nahīñ lagtā
- ناشادؔ نہ کوئی نغمہ ہے یہ درد بھرا اک نالہ ہےکیا سمجھے کوئی درد جگر جب چوٹ نہ دل پر کھائی ہوnāshād na koī naġhma hai ye dard bharā ik nāla haikyā samjhe koī dard-e-jigar jab choṭ na dil par khā.ī ho
- وقت اک ضرب لگائے تو غزل ہوتی ہےدرد اگر دل میں سمائے تو غزل ہوتی ہےvaqt ik zarb lagā.e to ġhazal hotī haidard agar dil meñ samā.e to ġhazal hotī hai