Poet
Raazdan Raaz
Poems
- اس زمانے کے فریبوں سے بچا کوئی نہ تھامنزلیں تھیں سامنے پر راستہ کوئی نہ تھاis zamāne ke fareboñ se bachā koī na thāmanzileñ thīñ sāmne par rāsta koī na thā
- جس کا جی چاہے فقیروں کی دعا لے جائےکل ہمیں جانے کہاں وقت اٹھا لے جائےjis kā jī chāhe faqīroñ kī duā le jā.ekal hameñ jāne kahāñ vaqt uṭhā le jā.e
- درد ہوگا تو کیا برا ہوگاعشق کا قرض کچھ ادا ہوگاdard hogā to kyā burā hogāishq kā qarz kuchh adā hogā
- دل کبھی بے وفا نہیں ہوتاوقت کا کچھ پتہ نہیں ہوتاdil kabhī be vafā nahīñ hotāvaqt kā kuchh pata nahīñ hotā
- ساتھ کب تک نبھائے تنہائیوہ نہ آئے نہ موت ہی آئیsāth kab tak nibhā.e tanhā.īvo na ā.e na maut hī ā.ī
- مدتوں سوچا کیا کہنے کو کچھپھر بھی مجھ سے کیا بنا کہنے کو کچھmuddatoñ sochā kiyā kahne ko kuchhphir bhī mujh se kyā banā kahne ko kuchh
- یہ کائنات ہے کیا دشت کیا مکاں کیا ہےبس ایک جذبۂ تخلیق ہے جہاں کیا ہےye kā.ināt hai kyā dasht kyā makāñ kyā haibas ek jazba-e-taḳhlīq hai jahāñ kyā hai