Poet
Qamar Gwaliari
Poems
- آدمی وہ بھلا نہیں ہوتاجس کا دل آئنہ نہیں ہوتاādmī vo bhalā nahīñ hotājis kā dil ā.īna nahīñ hotā
- انسان کو انساں سے کچھ کام نہیں ہوتادنیا میں محبت کا جب نام نہیں ہوتاinsān ko insāñ se kuchh kām nahīñ hotāduniyā meñ mohabbat kā jab nām nahīñ hotā
- پناہ ڈھونڈ رہا ہے ہر اک مکاں کی طرفکہ بچہ دوڑ کے آتا ہے جیسے ماں کی طرفpanāh ḍhūñḍ rahā hai har ik makāñ kī tarafke bachcha dauṛ ke ātā hai jaise māñ kī taraf
- پھر جلا کوئی آشیاں صاحبپھر فضا ہے دھواں دھواں صاحبphir jalā koī āshiyāñ sāhabphir fazā hai dhuāñ dhuāñ sāhab
- کیا زندگی ہے کوئی سزا سوچنا پڑاکیوں مانگتے ہیں لوگ دعا سوچنا پڑاkyā zindagī hai koī sazā sochnā paṛākyūñ māñgte haiñ log duā sochnā paṛā
- لوگ پھرتے ہیں در بدر تنہاہو گیا کیا ہر ایک گھر تنہاlog phirte haiñ dar badar tanhāho gayā kyā har ek ghar tanhā