Poet
پیر شیر محمد عاجز
Poems
- آئے ہیں بادہ نوش بڑی آن بان پرمیلہ لگا ہے پیر مغاں کی دکان پرā.e haiñ bāda nosh baṛī ān bān parmela lagā hai pīr-e-muġhāñ kī dukān par
- بہار آئی کر اے باغباں گلاب قلمکہ لکھے وصف رخ یار کی کتاب قلمbahār ā.ī kar ai bāġhbāñ gulāb qalamke likhe vasf-e-ruḳh yār kī kitāb-e-qalam
- ترے ابرو پہ بل آیا تو ہوتاذرا غیروں کو دھمکایا تو ہوتاtire abrū pe bal āyā to hotāzarā ġhairoñ ko dhamkāyā to hotā
- جاتا ہے کون آپ سے جلاد کی طرفکھینچا اس آب و دانہ نے صیاد کی طرفjātā hai kaun āp se jallād kī tarafkhīñchā is āb-o-dāna ne sayyād kī taraf
- غنچے کو ہے ترے دہن کی حرصسیب کو ہے ترے ذقن کی حرصġhunche ko hai tire dahan kī hirsseb ko hai tire zaqan kī hirs
- نہ تو میں حور کا مفتوں نہ پری کا عاشقخاک کے پتلے کا ہے خاک کا پتلا عاشقna to maiñ hūr kā maftūñ na parī kā āshiqḳhāk ke putle kā hai ḳhāk kā putlā āshiq
- ہے خاک بسر صبا مرے بعدگلشن کی پھر ہوا مرے بعدhai ḳhāk basar sabā mire ba.adgulshan kī phir huā mire ba.ad