Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Parkash Nath Parvez

b. 1930

Poems

Meter
  1. ai kā.ināt tere sahāre hameñ to haiñtere nazar navāz ishāre hameñ to haiñ
  2. pyār ke bandhan kāṭ rahe haiñ prem kā rishta toṛ rahe haiñshahr-e-mohabbat ke bāshinde shahr-e-mohabbat chhoṛ rahe haiñ
  3. husn pāband-e-jafā ho jaiseye koī ḳhās adā ho jaise
  4. ḳhūb thīñ maikade kī fazā.eñrah ga.īñ chhuṭ ke ġham kī ghaṭā.eñ
  5. dil meñ ik dard-e-nihāñ ho to ġhazal hotī haisail-e-jazbāt ravāñ ho to ġhazal hotī hai
  6. rah-e-talab meñ hameñ ġham pe ġham nazar ā.ebaqadr-e-zauq magar phir bhī kam nazar ā.e
  7. sāz-e-ālām pe dil naġhma sarā hotā haiai mohabbat ye tire daur meñ kyā hotā hai
  8. shām-e-furqat milā ye sahārā mujhebārhā be kisī ne pukārā mujhe
  9. sahrā-e-zindagī ke liye nūr-e-dīda hūñkānṭā sahī magar maiñ gul-e-nau damīda hūñ
  10. gulshan se ā.e haiñ na bayābāñ se ā.e haiñik māh vash ke husn farozāñ ke faiz se
  11. mahv hai husn kī adā.oñ meñishq rahtā hai kin havā.oñ meñ
  12. yak bayak jo kisī kā ḳhayāl ā gayārūh be ḳhud huī dil ko hāl ā gayā
  13. ye qudrat ke hāthoñ ke dil kash sanamkahīñ dekh kar but na ban jā.eñ ham