Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Obaidurrahman Niyazi

b. 1987

Poems

Meter
  1. ek hasrat meñ ḍhal ke ḍastī haiabr se bekalī barastī hai
  2. pasand nā pasand kā koī bhī zābta nahīñkabhī bhalā bhī hai burā kabhī burā burā nahīñ
  3. tez āndhī se ḳhafā hai koīṭūṭ kar barg girā hai koī
  4. jo merī rūh kī gahrā.iyoñ meñ utrā thāvo ek narm mulā.im havā kā jhonkā thā
  5. dasht ke bīch meñ tālāb nazar āte haiñham ġharīboñ ko faqat ḳhvāb nazar āte haiñ
  6. sārī duniyā gañvā ke baiṭhā hūñapnī duniyā banā ke baiṭhā hūñ
  7. sāya kiye hue thā jo bādal nahīñ rahāāfāt kā ye mehr magar ḍhal nahīñ rahā
  8. kisī ke pā.oñ kī ragaṛ se āg sī lagī to thī kidhar ga.īnazar to ā.ī thī mujhe zarā sī der raushnī kidhar ga.ī
  9. koh ḳhadshāt sar huā hī nahīñpār kyā hai maiñ jāntā hī nahīñ
  10. maiñ jo murda hūñ jyūñgā ik roztujh se maiñ ān milūñgā ik roz