Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Naseer Turabi

نصیر ترابی

1945–2021

Poems

Meter
  1. is kaṛī dhūp meñ sāya kar ketū kahāñ hai mujhe tanhā kar ke
  2. injīl raftagāñ kī hadīsoñ ke sāth hūñīsā nafas hūñ aur salīboñ ke sāth hūñ
  3. dard kī dhūp se chehre ko nikhar jānā thāā.īna dekhne vāle tujhe mar jānā thā
  4. diyā sā dil ke ḳharābe meñ jal rahā hai miyāñdiye ke gard koī aks chal rahā hai miyāñ
  5. dekh lete haiñ ab is bām ko āte jāteye bhī āzār chalā jā.egā jāte jāte
  6. rache base hue lamhoñ se jab hisāb huāga.e dinoñ kī rutoñ kā ziyāñ savāb huā
  7. sukūt-e-shām se ghabrā na jā.e āḳhir tomire dayār se guzrī jo ai kiran phir to
  8. sabā kā narm sā jhonkā bhī tāziyāna huāye vār mujh pe huā bhī to ġhā.ibāna huā
  9. koī āvāz na āhaṭ na ḳhayāl aise meñrāt mahkī hai magar jī hai niḍhāl aise meñ
  10. misl-e-sahrā hai rifāqat kā chaman bhī ab kejal bujhā apne hī sholoñ meñ badan bhī ab ke
  11. marham-e-vaqt na ejāz-e-masīhā.ī haizindagī roz na.e zaḳhm kī gahrā.ī hai
  12. milne kī tarah mujh se vo pal bhar nahīñ miltādil us se milā jis se muqaddar nahīñ miltā
  13. maiñ bhī ai kāsh kabhī mauj-e-sabā ho jā.ūñis tavaqqo pe ke ḳhud se bhī judā ho jā.ūñ
  14. vo ham safar thā magar us se ham navā.ī na thīke dhūp chhā.oñ kā ālam rahā judā.ī na thī
  15. hamrahī kī bāt mat kar imtihāñ ho jā.egāham subuk ho jā.eñge tujh ko girāñ ho jā.egā