Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Naeem Gilani

b. 1972

Poems

Meter
  1. ek to ishq kī taqsīr kiye jātā hūñus pe maiñ pairavī-e-mīr kiye jātā hūñ
  2. jo ḳhvāb meñ huā thā vāqa.ī na hoke maiñ pukārtā rahūñ koī na ho
  3. had se baṛhtī huī ta.azīr meñ dekhā jā.eḳhvāb ko ḳhvāb kī ta.abīr meñ dekhā jā.e
  4. tulū-e-sub.h safar kī ghaṛī thī yād āyājudā.ī rāsta roke khaṛī thī yād āyā
  5. kahīñ pe rukte hue aur kahīñ guzarte hueḳhajil to ḳhūb hue nāzirīñ guzarte hue
  6. misāl-e-mauja-e-ḳhushbū bikhar ga.e mire dinguzar ga.īñ mirī rāteñ guzar ga.e mire din
  7. maiñ kis se pūchhtā ke bhalā kyā kamī huīthā shor jis galī meñ vahāñ ḳhāmushī huī
  8. nasheb hijr meñ din iḳhtitām karte huemaiñ ḳhud meñ ḍūbtā jātā thā shām karte hue
  9. yūñ sang intizār se kab tak bandhe raheñdīvār nārasā.ī hī kyūñ dekhte raheñ
  10. itnī der sameṭūñ sāre dukh terejitnī der ai dost bikhar nahīñ jātā maiñ
  11. maut se āge tak ke manzar dekhe haiñtanhā.ī se yūñ hī ḍar nahīñ jātā maiñ