Poet
Nadeem ahmad
b. 1979
Poems
- ایک تو کاوش جگر بھی کروںاور پھر منت ثمر بھی کروںek to kāvish-e-jigar bhī karūñaur phir minnat-e-samar bhī karūñ
- جہاں پہ ہوتا ہوں اکثر وہاں نہیں ہوتاوہیں تلاش کرو میں جہاں نہیں ہوتاjahāñ pe hotā hūñ aksar vahāñ nahīñ hotāvahīñ talāsh karo maiñ jahāñ nahīñ hotā
- خاک اطراف میں اڑتی ہے بہت پانی دےاس مسافت کو بھی ایک خطۂ بارانی دےḳhāk atrāf meñ uṛtī hai bahut pānī deis masāfat ko bhī ek ḳhitta-e-bārānī de
- رکنا پڑے گا اور بھی چلنے کے نام پرگرتی رہے گی خلق سنبھلنے کے نام پرruknā paṛegā aur bhī chalne ke nām pargirtī rahegī ḳhalq sambhalne ke nām par
- مری نظر کو در و بام پر لگایا ہوا ہےچلو کسی نے مجھے کام پر لگایا ہوا ہےmirī nazar ko dar-o-bām par lagāyā huā haichalo kisī ne mujhe kām par lagāyā huā hai
- منہ اندھیرے ہی کوئی گھر سے نکلتا ہوا تھاایک منظر تھا کہ منظر سے نکلتا ہوا تھاmuñh andhere hī koī ghar se nikaltā huā thāek manzar thā ke manzar se nikaltā huā thā
- یاد پڑتا تو نہیں کب مرا دیکھا ہوا ہےایسا لگتا ہے کہ یہ سب مرا دیکھا ہوا ہےyād paṛtā to nahīñ kab mirā dekhā huā haiaisā lagtā hai ke ye sab mirā dekhā huā hai