Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Nadeem ahmad

b. 1979

Poems

Meter
  1. ek to kāvish-e-jigar bhī karūñaur phir minnat-e-samar bhī karūñ
  2. jahāñ pe hotā hūñ aksar vahāñ nahīñ hotāvahīñ talāsh karo maiñ jahāñ nahīñ hotā
  3. ḳhāk atrāf meñ uṛtī hai bahut pānī deis masāfat ko bhī ek ḳhitta-e-bārānī de
  4. ruknā paṛegā aur bhī chalne ke nām pargirtī rahegī ḳhalq sambhalne ke nām par
  5. mirī nazar ko dar-o-bām par lagāyā huā haichalo kisī ne mujhe kām par lagāyā huā hai
  6. muñh andhere hī koī ghar se nikaltā huā thāek manzar thā ke manzar se nikaltā huā thā
  7. yād paṛtā to nahīñ kab mirā dekhā huā haiaisā lagtā hai ke ye sab mirā dekhā huā hai
  8. ma.alūm nahīñ nīnd kise kahte haiñ lekinkartā to hūñ ik kām meñ sone kī tarah kā