Poet
محمد علی جوہر
Poems
- بے خوف غیر دل کی اگر ترجماں نہ ہوبہتر ہے اس سے یہ کہ سرے سے زباں نہ ہوbe ḳhauf ġhair dil kī agar tarjumāñ na hobehtar hai us se ye ke sire se zabāñ na ho
- تشنہ لب ہوں مدتوں سے دیکھیےکب در مے خانۂ کوثر کھلےtishna lab hūñ muddatoñ se dekhiyekab dar-e-mai ḳhāna-e-kausar khule
- تم یوں ہی سمجھنا کہ فنا میرے لیے ہےپر غیب سے سامان بقا میرے لیے ہےtum yūñ hī samajhnā ke fanā mere liye haipar ġhaib se sāmān-e-baqā mere liye hai
- تنہائی کے سب دن ہیں، تنہائی کی سب راتیںاب ہونے لگیں ان سے ، خلوت میں ملاقاتیںtanhā.ī ke sab din haiñ, tanhā.ī kī sab rāteñab hone lageñ un se, ḳhalvat meñ mulāqāteñ
- خاک جینا ہے اگر موت سے ڈرنا ہے یہیہوس زیست ہو اس درجہ تو مرنا ہے یہیḳhāk jīnā hai agar maut se ḍarnā hai yahīhavas-e-zīst ho is darja to marnā hai yahī
- خوگر جور پہ تھوڑی سی جفا اور سہیاس قدر ظلم پہ موقوف ہے کیا اور سہیḳhūgar-e-jaur pe thoṛī sī jafā aur sahīis qadar zulm pe mauqūf hai kyā aur sahī
- دل کو ہلاک جلوۂ جاناں بنائیےاس بت کدے کو کعبۂ ایماں بنائیےdil ko halāk-e-jalva-e-jānāñ banā.iyeus but kade ko ka.aba-e-īmāñ banā.iye
- دور حیات آئے گا قاتل قضا کے بعدہے ابتدا ہماری تری انتہا کے بعدdaur-e-hayāt ā.egā qātil qazā ke ba.adhai ibtidā hamārī tirī intihā ke ba.ad
- ڈر نہیں مجھ کو گناہوں کی گراں باری کاتیری رحمت ہے سبب میری سبک ساری کاḍar nahīñ mujh ko gunāhoñ kī girāñ bārī kāterī rahmat hai sabab merī subuk sārī kā
- عرش تک جو بے خطا جاتا ہے یہ وہ تیر ہےغیر سمجھا ہے کہ میری آہ بے تاثیر ہےarsh tak jo be ḳhatā jātā hai ye vo tīr haiġhair samjhā hai ke merī āh be tāsīr hai
- قید اور قید بھی تنہائی کیشرم رہ جائے شکیبائی کیqaid aur qaid bhī tanhā.ī kīsharm rah jā.e shakebā.ī kī
- کس سے آزردہ مرے قاتل کا خنجر ہو گیاکیا ہوا جو آج یوں جامے سے باہر ہو گیاkis se āzurda mire qātil kā ḳhanjar ho gayākyā huā jo āj yūñ jāme se bāhar ho gayā
- گلہ اے دل ابھی سے کرتا ہےعشق کا دم اسی پہ بھرتا ہےgila ai dil abhī se kartā haiishq kā dam usī pe bhartā hai
- ہم معنی ہوس نہیں اے دل ہوائے دوستراضی ہو بس اسی میں ہو جس میں رضائے دوستham ma.anī-e-havas nahīñ ai dil havā-e-dostrāzī ho bas isī meñ ho jis meñ razā-e-dost