Poet
Madhuvan Rishi Raj
Poems
- خوابوں میں مصروف ہے تو پر میری یہ بیداری دیکھمیری راتوں کی سیاہی میں رنگ خوں کو طاری دیکھḳhvāboñ meñ masrūf hai to par merī ye bedārī dekhmerī rātoñ kī siyāhī meñ rang-e-ḳhūñ ko tārī dekh
- دل کو خود دل بر سے خطرہگھر کو اب ہے گھر سے خطرہdil ko ḳhud dil bar se ḳhatraghar ko ab hai ghar se ḳhatra
- قلعے برباد کرتا اور پتھر چھوڑ جاتا ہےجہاں جاتا ہے خوں کا اک سمندر چھوڑ جاتا ہےqile barbād kartā aur patthar chhoṛ jātā haijahāñ jātā hai ḳhūñ kā ik samundar chhoṛ jātā hai
- کھلی لاشوں کا قبرستان بن کےبہت چپ ہے زمیں ویران بن کےkhulī lāshoñ kā qabristān ban kebahut chup hai zamīñ vīrān ban ke
- مرا ماضی ہے اک ہتھیار میراطماچہ موت کا ہر وار میراmirā māzī hai ik hathiyār merātamācha maut kā har vār merā
- میری اس دیوانگی کی اپنی اک رفتار ہےعشق میں ہر آدمی کی اپنی اک رفتار ہےmerī is dīvāngī kī apnī ik raftār haiishq meñ har ādmī kī apnī ik raftār hai