Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

M. Usman Shakir

b. 1980

Poems

Meter
  1. ab vafā kā subūt kyā dūñ maiñsārī duniyā kaho bhulā dūñ maiñ
  2. udās rut meñ tire ba.ad kī kahānī haisukūt-e-dil hai tire ġham kī jāñ fishānī hai
  3. is dil ko agar terā sahārā nahīñ miltāqismat ko koī chānd sitāra nahīñ miltā
  4. tire firāq ke qisse tire visāl ke dukhbhalā na pā.e ham ab tak vo māh-o-sāl ke dukh
  5. tum bhī jashn-e-bahār kar dekhoḳhud ko phir sogvār kar dekho
  6. tere baġhair ḳhud se judā lag rahā hūñ ājbe los chāhatoñ kī sazā lag rahā hūñ āj
  7. jo hamāre vāste sab dīn the īmān theun ke hāthoñ meñ faqat ġhairoñ ke hī dīvān the
  8. kuchh log jo hāsil hūñ gañvā.e nahīñ jāteis tarah ḳhazāne to luṭā.e nahīñ jāte
  9. mire suḳhan ko nayā moṛ dene āyā thāsahārā de ke mujhe chhoṛ dene āyā thā
  10. maiñ sab kuchh chhoṛ denā chāhtā hūñdiloñ ko joṛ denā chāhtā hūñ
  11. hijr ke daur meñ hālāt badal jāte haiñphūl mar jāte haiñ sab pāt badal jāte haiñ
  12. hameñ ḳhabar hai ḳharāb hoñgeadhūre sapne azāb hoñge
  13. hai hijr phailā huā aur raushnī kam haimohabbatoñ ke liye ek zindagī kam hai