Poet
Lalan Chaudhary
b. 1923
Poems
- اب معتقد گردش دوراں نہ رہے ہمقابل ترے اے دیدۂ جاناں نہ رہے ہمab motaqid-e-gardish daurāñ na rahe hamqābil tire ai dīda-e-jānāñ na rahe ham
- اس بت سے دل لگا کے بہت سوچتے رہےصبر و سکوں لٹا کے بہت سوچتے رہےus but se dil lagā ke bahut sochte rahesabr-o-sukūñ luṭā ke bahut sochte rahe
- اس بت سے مل کر اس دل ناداں کو کیا ہواکیوں آہ و زاری ہے لب خنداں کو کیا ہواus but se mil kar is dil-e-nādāñ ko kyā huākyūñ āh-o-zārī hai lab-e-ḳhandāñ ko kyā huā
- اس غم کی دھوپ میں مجھے پروائیاں نہ دوجلنے دو اپنی زلف کی پرچھائیاں نہ دوis ġham kī dhūp meñ mujhe purvā.iyāñ na dojalne do apnī zulf kī parchhā.iyāñ na do
- اسیران عشق بتاں اور بھی ہیںنہیں میں ہی محو فغاں اور بھی ہیںasīrān-e-ishq-e-butāñ aur bhī haiñnahīñ maiñ hī mahv-e-fuġhāñ aur bhī haiñ
- خوشی اپنی نہ اب تو لوٹتی معلوم ہوتی ہےانہیں مل کر انہیں کی ہو گئی معلوم ہوتی ہےḳhushī apnī na ab to lauṭṭī ma.alūm hotī haiunheñ mil kar unheñ kī ho ga.ī ma.alūm hotī hai
- صہبائے نظر کے اس چھلکانے کو کیا کہئےاس شوخ کی آنکھوں کے پیمانے کو کیا کہئےsahbā-e-nazar ke is chhalkāne ko kyā kahiyeus shoḳh kī ānkhoñ ke paimāne ko kyā kahiye
- گلزار میں رفتار صبا اور ہی کچھ ہےاس شوخ کے چلنے کی ادا اور ہی کچھ ہےgulzār meñ raftār sabā aur hī kuchh haius shoḳh ke chalne kī adā aur hī kuchh hai
- نصیب اپنا ذرا آزما کے دیکھیں گےچراغ شوق ہوا میں جلا کے دیکھیں گےnasīb apnā zarā āzmā ke dekheñgecharāġh-e-shauq havā meñ jalā ke dekheñge