Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jaimini Sarshar

1904–1984

Poems

Meter
  1. āne meñ tere dost bahut der ho ga.ībazm-e-hayāt ab zabar-o-zer ho ga.ī
  2. bahut ḳhush the sāhil qarīb ā gayāsafīna kināre se ṭakrā gayā
  3. terī rahmat ne kar diyā gustāḳhvarna pahle to maiñ na thā gustāḳh
  4. jab qaum par āfat ā.ī ho jab mulk paṛā ho mushkil meñinsān vo kyā mar miṭne kā ehsās na ho jis ke dil meñ
  5. dil bano dil kā mudda.ā bhī banosāz bhī sāz kī sadā bhī bano
  6. zindagī chain pā nahīñ saktīmaut ko maut ā nahīñ saktī
  7. sajda aur un ke āstāne kāhausla dekhiye zamāna kā
  8. kareñ kis liye ham kisī kā lihāzkisī ko nahīñ jab hamārā lihāz
  9. har kisī se na ehtirāz karodost dushman meñ imtiyāz karo