Poet
Jagan Nath Azad
جگن ناتھ آزاد1918–2004
Poems
- آزادؔ! ذرا دیکھ تو یہ عالم ارژنگموسم کے یہ انداز بہاروں کے یہ نیرنگāzād! zarā dekh to ye ālam arzhangmausam ke ye andāz bahāroñ ke ye nairang
- اس دور میں تو کیوں ہے پریشان و ہراساںکیا بات ہے کیوں ہے متزلزل تیرا ایماںis daur meñ to kyūñ hai pareshān-o-hirāsāñkyā bāt hai kyūñ hai mutazalzal terā īmāñ
- اس طرح آج پھر آباد ہے ویرانۂ دلکہ ہے لبریز مئے شوق سے پیمانۂ دلis tarah āj phir ābād hai vīrāna-e-dilke hai labrez mai-e-shauq se paimāna-e-dil
- السلام اے عظمت ہندوستاں کی یادگاراے شہنشاہ دیار دل فقیر بے دیارalssalām ai azmat hindostāñ kī yādgārai shahanshāh dayār-e-dil faqīr-e-be dayār
- باد و باراں سے الجھتا خندہ زن گرداب پراک جزیرہ تیرتا جاتا ہے سطح آب پرbād-o-bārāñ se ulajhtā ḳhanda zan girdāb parik jazīra tairtā jātā hai sat.h-e-āb par
- جو بھی مشکل راہ میں آئی پل میں تھی آساناپنی ہمت سے انساں نے مارا وہ میدانjo bhī mushkil rāh meñ ā.ī pal meñ thī āsānapnī himmat se insāñ ne mārā vo maidān
- خواب کی طرح سے ہے یاد کہ تم آئے تھےجس طرح دامن مشرق میں سحر ہوتی ہےḳhvāb kī tarah se hai yād ke tum ā.e thejis tarah dāman-e-mashriq meñ sahar hotī hai
- دامن لالہ زار میںعالم پر بہار دیکھdāman lāla zār meñālam pur bahār dekh
- رات پھر تیرے خیالوں نے جگایا مجھ کوٹمٹماتی ہوئی یادوں کا ذرا سا شعلہrāt phir tere ḳhayāloñ ne jagāyā mujh koṭimṭimātī huī yādoñ kā zarā sā shola
- سن لو ایک کہانی بچو سن لو ایک کہانیتین برس کی اک بچی ہے نام ہے جس کا پونمsun lo ek kahānī bachcho sun lo ek kahānītīn baras kī ik bachī hai nām hai jis kā pūnam
- فاصلے کی تو خیر بات ہے اورحیدرآباد دل سے دور نہیںfāsle kī to ḳhair bāt hai aurhaidarābād dil se dūr nahīñ
- کتنی روشن کیوں نہ ہو آزادؔ آخر ایک دنشمع ہستی موت کے جھونکوں سے گل ہو جائے گیkitnī raushan kyūñ na ho āzād āḳhir ek dinsham-e-hastī maut ke jhonkoñ se gul ho jā.egī
- میں اس خیال میں تھا بجھ چکی ہے آتش دردبھڑک رہی تھی مرے دل میں جو زمانے سےmaiñ is ḳhayāl meñ thā bujh chukī hai ātish-e-dardbhaṛak rahī thī mire dil meñ jo zamāne se
- وہ خاک بوئے تھے حالات نے شرر جس میںاب اس میں پھول تمنا کے کھلنے والے ہیںvo ḳhāk boe the hālāt ne sharar jis meñab is meñ phūl tamannā ke khulne vāle haiñ