Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jafar Baluch

b. 1947

Poems

Meter
  1. āj kisī kī yād meñ ham jī bhar kar roe dhoyā gharāj hamārā ghar lagtā hai kaisā ujlā ujlā ghar
  2. agarche āh sar-e-shām bhī zarūrī haidil-e-sitam zada ārām bhī zarūrī hai
  3. jān-e-fikr-o-fan ab bhī ishq kī kahānī hailafz haiñ na.e lekin dāstāñ purānī hai
  4. ḳhizāñ ke dosh pe hai fasl-e-gul kā raḳht abhīke barg-o-bār se ḳhālī hai har daraḳht abhī
  5. tarīq-e-kohna pe ab nazm-e-gulsitāñ na rahemirī bahār ko andesha-e-ḳhizāñ na rahe
  6. kitnī sazā milī hai mujhe arz-e-hāl parpahre lage hue haiñ mirī bol chāl par
  7. kushād zehn-o-dil-o-gosh kī zarūrat haiye zindagī hai yahāñ hosh kī zarūrat hai
  8. vo shaḳhs merī rasā.ī se māvarā bhī na thābashar bhī ḳhair na hogā magar ḳhudā bhī na thā
  9. har ek hāl meñ chalne se jis ko kām rahāvo shaḳhs qā.id yārān-e-tezgām rahā