Poet
Insha Allah Khan Insha
انشاء اللہ خان انشا1752–1817
Poems
- لو فقیروں کی دعا ہر طرح آباد رہوخود رہو موجیں کرو تازے رہو شاد رہوlo faqīroñ kī duā har tarah ābād rahoḳhud raho maujeñ karo tāze raho shād raho
- مجھے چھیڑنے کو ساقی نے دیا جو جام الٹاتو کیا بہک کے میں نے اسے اک سلام الٹاmujhe chheṛne ko sāqī ne diyā jo jām ulṭāto kiyā bahak ke maiñ ne use ik salām ulṭā
- مل خون جگر میرا ہاتھوں سے حنا سمجھےمیں اور تو کیا کوسوں پر تم سے خدا سمجھےmil ḳhūn-e-jigar merā hāthoñ se hinā samjhemaiñ aur to kiyā kosoñ par tum se ḳhudā samjhe
- مل گئے پر حجاب باقی ہےفکر ناز و عتاب باقی ہےmil ga.e par hijāb bāqī haifikr-e-nāz-o-itāb bāqī hai
- میاں چشم جادو پہ اتنا گھمنڈخط و خال و گیسو پہ اتنا گھمنڈmiyāñ chashm-e-jādū pe itnā ghamanḍḳhat-o-ḳhāl-o-gesū pe itnā ghamanḍ
- ناداں کہاں طرب کا سرانجام اور عشقکچھ بھی تجھے شعور ہے آرام اور عشقnādāñ kahāñ tarab kā saranjām aur ishqkuchh bhī tujhe shuūr hai ārām aur ishq
- نہ تو کام رکھیے شکار سے نہ تو دل لگائیے سیر سےبس اب آگے حضرت عشق جی چلے جائیے گھر ہی کو خیر سےna to kām rakhiye shikār se na to dil lagā.iye sair sebas ab āge hazrat-e-ishq jī chale jā.iye ghar hī ko ḳhair se
- نیند مستوں کو کہاں اور کدھر کا تکیہخشت خم خانہ ہے یاں اپنے تو سر کا تکیہnīnd mastoñ ko kahāñ aur kidhar kā takiyaḳhisht-e-ḳham ḳhāna hai yāñ apne to sar kā takiya
- وہ پری ہی نہیں کچھ ہو کے کڑی مجھ سے لڑیآنکھ نرگس سے بھی دو چار گھڑی مجھ سے لڑیvo parī hī nahīñ kuchh ho ke kaṛī mujh se laṛīānkh nargis se bhī do chār ghaṛī mujh se laṛī
- وہ جو شخص اپنے ہی تاڑ میں سو چھپا ہے دل ہی کی آڑ میںنہ وہ بستی میں نہ اجاڑ میں نہ وہ جھاڑ میں نہ پہاڑ میںvo jo shaḳhs apne hī tāṛ meñ so chhupā hai dil hī kī āṛ meñna vo bastī meñ na ujāṛ meñ na vo jhāṛ meñ na pahāṛ meñ
- وہ دیکھا خواب قاصر جس سے ہے اپنی زباں اور ہمکہ گویا ایک جا ہے اس میں ہے وہ نوجواں اور ہمvo dekhā ḳhvāb qāsir jis se hai apnī zabāñ aur hamke goyā ek jā hai is meñ hai vo naujavāñ aur ham
- ہیں جو مروج مہر و وفا کے سب سر رشتے بھول گئےپھر گئے تم تو قول و قسم سے اپنے نوشتے بھول گئےhaiñ jo muravvij mehr-o-vafā ke sab sar rishte bhūl ga.ephir ga.e tum to qaul-o-qasam se apne naushite bhūl ga.e
- ہے ترا گال مال بوسے کاکیوں نہ کیجے سوال بوسے کاhai tirā gāl māl bose kākyūñ na kīje savāl bose kā
- ہے جس میں قفل خانۂ خمار توڑیئےیعنی در بہشت کو یکبار توڑیئےhai jis meñ qufl ḳhāna-e-ḳhumār toṛiyeya.anī dar bahisht ko yakbār toṛiye
- ہے مجھ کو ربط بسکہ غزالان رم کے ساتھچونکوں ہوں دیکھ سائے کو اپنے قدم کے ساتھhai mujh ko rabt baske ġhazālān ram ke sāthchauñkūñ hūñ dekh sā.e ko apne qadam ke sāth
- یاس و امید و شادی و غم نے دھوم اٹھائی سینہ میںخوب مجھے ہے آج دھما دھم مار کٹائی سینہ میںyās-o-ummīd-o-shādī-o-ġham ne dhūm uṭhā.ī sīna meñḳhūb mujhe hai āj dhamā dham mār kaṭā.ī sīna meñ
- یاں زخمیٔ نگاہ کے جینے پہ حرف ہےہے دل پر اپنے زخم کہ سینے پہ حرف ہےyāñ zaḳhmī-e-nigāh ke jīne pe harf haihai dil par apne zaḳhm ke sīne pe harf hai
- یا وصل میں رکھیے مجھے یا اپنی ہوس میںجو چاہئے سو کیجیے ہوں آپ کے بس میںyā vasl meñ rakhiye mujhe yā apnī havas meñjo chāhiye so kījiye hūñ āp ke bas meñ
- یہ کیا کہ ان کے دل کو نہ زنہار توڑیئےسو بار جا کے جوڑئیے سو بار توڑیئےye kyā ke un ke dil ko na zinhār toṛiyesau bār jā ke joṛiye sau bār toṛiye
- یہ نہیں برق اک فرنگی ہےرعد و باراں فسون جنگی ہےye nahīñ barq ik farangī haira.ad-o-bārāñ fusūn-e-jangī hai