Poet
Iftikhar Qaisar
b. 1937
Poems
- اپنے خوں کو خرچ کیا ہے اور کمایا شہرسارے منظر ٹوٹ گئے اور کام نہ آیا شہرapne ḳhūñ ko ḳharch kyā hai aur kamāyā shahrsāre manzar ṭūṭ ga.e aur kām na āyā shahr
- تری آواز میں بھی کوئی آوازہ نہیں ہوتاتری باتوں سے اب تو کوئی اندازہ نہیں ہوتاtirī āvāz meñ bhī koī āvāza nahīñ hotātirī bātoñ se ab to koī andāza nahīñ hotā
- جو ملا کرتی تھی مجھ کو لکڑیوں کی ٹال پرایسی لڑکی آج تک دیکھی نہیں ہے مال پرjo milā kartī thī mujh ko lakṛiyoñ kī ṭāl paraisī laṛkī āj tak dekhī nahīñ hai māl par
- خواہشوں کا ورد یوں مت کر پرائے شہر میںفاختہ مر جائے گی گھٹ کر قبائے شہر میںḳhvāhishoñ kā vird yūñ mat kar parā.e shahr meñfāḳhta mar jā.egī ghuṭ kar qabā-e-shahr meñ
- دور دور تک سناٹا ہے کوئی نہیں ہے پاسآ جا دریا ہونٹ سے لگ جا پی لے میری پیاسdūr dūr tak sannāṭā hai koī nahīñ hai pāsā jā dariyā honṭ se lag jā pī le merī pyās
- مری آنکھوں کو آنکھوں کا کنارہ کون دے گاسمندر کو سمندر میں سہارا کون دے گاmirī ānkhoñ ko ānkhoñ kā kināra kaun degāsamundar ko samundar meñ sahārā kaun degā
- ہم سے اپنے گاؤں کی مٹی کے گھر چھینے گئےجس طرح شہری پرندوں سے شجر چھینے گئےham se apne gā.oñ kī miṭṭī ke ghar chhīne ga.ejis tarah shahrī parindoñ se shajar chhīne ga.e