Poet
Iftikhar Mughal
b. 1961
Poems
- اک خلا، ایک لا انتہا اور میںکتنے تنہا ہیں میرا خدا اور میںik ḳhalā, ek lā intihā aur maiñkitne tanhā haiñ merā ḳhudā aur maiñ
- تمہیں بھی چاہا، زمانے سے بھی وفا کی تھییہ نگہ داری جنوں نے جدا جدا کی تھیtumheñ bhī chāhā, zamāne se bhī vafā kī thīye nigah dārī-e-junūñ ne judā judā kī thī
- جمال گاہ تغزل کی تاب و تب تری یادپہ تنگنائے غزل میں سمائے کب تری یادjamāl gāh taġhazzul kī tāb-o-tab tirī yādpe tangnā.e ġhazal meñ samā.e kab tirī yād
- رخصت یار کا مضمون بمشکل باندھادل نہ بندھتا تھا کسی طور بڑا دل باندھاruḳhsat-e-yār kā mazmūn bamushkil bāñdhādil na bandhtā thā kisī taur baṛā dil bāñdhā
- رکھ رکھاؤ میں کوئی خوار نہیں ہوتا یاردوست ہوتے ہیں، ہر اک یار نہیں ہوتا یارrakh rakhā.o meñ koī ḳhvār nahīñ hotā yārdost hote haiñ, har ik yār nahīñ hotā yār
- سواد ہجر میں رکھا ہوا دیا ہوں میںتجھے خبر نہیں کس آگ میں جلا ہوں میںsavād-e-hijr meñ rakhā huā diyā hūñ maiñtujhe ḳhabar nahīñ kis āg meñ jalā hūñ maiñ
- کبھی کبھی تو یہ حالت بھی کی محبت نےنڈھال کر دیا مجھ کو تری محبت نےkabhī kabhī to ye hālat bhī kī mohabbat neniḍhāl kar diyā mujh ko tirī mohabbat ne
- کسی سبب سے اگر بولتا نہیں ہوں میںتو یوں نہیں کہ تجھے سوچتا نہیں ہوں میںkisī sabab se agar boltā nahīñ hūñ maiñto yūñ nahīñ ke tujhe sochtā nahīñ hūñ maiñ
- کوئی وجود ہے دنیا میں کوئی پرچھائیںسو ہر کوئی نہیں ہوتا کسی کی پرچھائیںkoī vajūd hai duniyā meñ koī parchhā.īñso har koī nahīñ hotā kisī kī parchhā.īñ
- میں بھی بے انت ہوں اور تو بھی ہے گہرا صحرایا ٹھہر مجھ میں یا خود میں مجھے ٹھہرا صحراmaiñ bhī be ant hūñ aur tū bhī hai gahrā sahrāyā ṭhahar mujh meñ yā ḳhud meñ mujhe ṭhahrā sahrā