Poet
Ibrahim Noori
b. 1988
Poems
- جس کی خاطر سجائی محفل ہےکیوں رسائی اسی کی مشکل ہےjis kī ḳhātir sajā.ī mahfil haikyūñ rasā.ī usī kī mushkil hai
- جو زندگی میں کبھی جستجو نہیں کرتامرا خدا بھی اسے سرخ رو نہیں کرتاjo zindagī meñ kabhī justujū nahīñ kartāmirā ḳhudā bhī use surḳh rū nahīñ kartā
- کبھی نہ پہنچے گا نقصان عشق کے ہاتھوںملے گا درد کا درمان عشق کے ہاتھوںkabhī na pahuñchegā nuqsān ishq ke hāthoñmilegā dard kā diramān ishq ke hāthoñ
- کس قدر خوش نصیب ہوتے ہیںجو شریف و نجیب ہوتے ہیںkis qadar ḳhush nasīb hote haiñjo sharīf-o-najīb hote haiñ
- کوئی دیا سر دوش ہوا جلا دوں گاہوائے شہر ستم کو میں یوں سزا دوں گاkoī diyā sar-e-dosh huā jalā dūñgāhavā-e-shahr-e-sitam ko maiñ yūñ sazā dūñgā
- کیا ہے کام یہ لیل و نہار آنکھوں نےدکھایا جلوۂ پروردگار آنکھوں نےkyā hai kām ye lail-o-nahār ānkhoñ nedikhāyā jalva-e-parvardigār ānkhoñ ne
- مری بستی میں جتنی لڑکیاں ہیںخدا کا شکر پردے والیاں ہیںmirī bastī meñ jitnī laṛkiyāñ haiñḳhudā kā shukr parde vāliyāñ haiñ
- منفرد لہجہ جدا طرز بیاں رکھتے ہیں ہمشاعری کے واسطے اردو زباں رکھتے ہیں ہمmunfarid lahja judā tarz-e-bayāñ rakhte haiñ hamshāyarī ke vāste urdū zabāñ rakhte haiñ ham
- میں اہل زر بھی نہیں اہل سلطنت بھی نہیںسو میرا کوئی خبر گیر خیریت بھی نہیںmaiñ ahl-e-zar bhī nahīñ ahl-e-saltanat bhī nahīñso merā koī ḳhabar gīr ḳhairiyat bhī nahīñ
- وقت مشکل ہے پہ یہ وقت گزر جائے گایار و اغیار کا ہاں فیصلہ کر جائے گاvaqt-e-mushkil hai pe ye vaqt guzar jā.egāyār-o-aġhyār kā hāñ faisla kar jā.egā
- وہ جس سے پیار میں دیوانہ وار کرتا رہاوہ پیٹھ پیچھے مرے مجھ پہ وار کرتا رہاvo jis se pyār meñ dīvāna vār kartā rahāvo pīṭh pīchhe mire mujh pe vār kartā rahā
- وہ مار دے گا اگر خنجر تبسم سےتو گنگناؤں گا کیسے غزل ترنم سےvo mār degā agar ḳhanjar-e-tabassum setū gungunā.ūñgā kaise ġhazal tarannum se
- یاد الفت کی کہانی ہے الف سے ی تکیہ تجھے آج سنانی ہے الف سے ی تک