Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ibrahim Noori

b. 1988

Poems

Meter
  1. jis kī ḳhātir sajā.ī mahfil haikyūñ rasā.ī usī kī mushkil hai
  2. jo zindagī meñ kabhī justujū nahīñ kartāmirā ḳhudā bhī use surḳh rū nahīñ kartā
  3. kabhī na pahuñchegā nuqsān ishq ke hāthoñmilegā dard kā diramān ishq ke hāthoñ
  4. kis qadar ḳhush nasīb hote haiñjo sharīf-o-najīb hote haiñ
  5. koī diyā sar-e-dosh huā jalā dūñgāhavā-e-shahr-e-sitam ko maiñ yūñ sazā dūñgā
  6. kyā hai kām ye lail-o-nahār ānkhoñ nedikhāyā jalva-e-parvardigār ānkhoñ ne
  7. mirī bastī meñ jitnī laṛkiyāñ haiñḳhudā kā shukr parde vāliyāñ haiñ
  8. munfarid lahja judā tarz-e-bayāñ rakhte haiñ hamshāyarī ke vāste urdū zabāñ rakhte haiñ ham
  9. maiñ ahl-e-zar bhī nahīñ ahl-e-saltanat bhī nahīñso merā koī ḳhabar gīr ḳhairiyat bhī nahīñ
  10. vaqt-e-mushkil hai pe ye vaqt guzar jā.egāyār-o-aġhyār kā hāñ faisla kar jā.egā
  11. vo jis se pyār meñ dīvāna vār kartā rahāvo pīṭh pīchhe mire mujh pe vār kartā rahā
  12. vo mār degā agar ḳhanjar-e-tabassum setū gungunā.ūñgā kaise ġhazal tarannum se
  13. یاد الفت کی کہانی ہے الف سے ی تکیہ تجھے آج سنانی ہے الف سے ی تک