Poet
Hafeez Betab
b. 1941
Poems
- آنکھیں موندے سب کچھ بھولے کب سے یوں ہی بیٹھے ہیںپلکوں پہ کچھ خواب سجائے جاگے جاگے سوئے ہیںānkheñ mūnde sab kuchh bhūle kab se yūñ hī baiṭhe haiñpalkoñ pe kuchh ḳhvāb sajā.e jāge jāge soe haiñ
- اپنی پلکوں پہ کچھ نمی لے کراب وہ آئے ہیں زندگی لے کرapnī palkoñ pe kuchh namī le karab vo ā.e haiñ zindagī le kar
- پلکوں پہ کوئی خواب سجایا نہیں گیاوہ شخص ساری عمر بھلایا نہیں گیاpalkoñ pe koī ḳhvāb sajāyā nahīñ gayāvo shaḳhs sārī umr bhulāyā nahīñ gayā
- جب دشت تمنا میں کوئی پھول کھلا ہےشہر دل خاموش سے اک شور اٹھا ہےjab dasht-e-tamannā meñ koī phūl khulā haishahr-e-dil ḳhāmosh se ik shor uṭhā hai
- خیال و خواب کی زلفیں سنوار تھوڑی دیرابھی ہے اور شب انتظار تھوڑی دیرḳhayāl-o-ḳhvāb kī zulfeñ sañvār thoṛī derabhī hai aur shab-e-intizār thoṛī der
- لفظ و معنی کی یہ سب جھوٹی نمائش چھوڑ دےیوں ہمہ دانی کی ناداں اپنی خواہش چھوڑ دےlafz-o-ma.anī kī ye sab jhūṭī numā.ish chhoṛ deyūñ hama dānī kī nādāñ apnī ḳhvāhish chhoṛ de
- لو دینے لگا ہے تری یادوں کا دیا پھربہکے نہ کہیں دیکھنا جنگل کی ہوا پھرlo dene lagā hai tirī yādoñ kā diyā phirbahke na kahīñ dekhnā jangal kī havā phir
- مری وفا کا نہ سوچا تھا یہ صلہ دے گاسمجھ کے حرف غلط وہ مجھے مٹا دے گاmirī vafā kā na sochā thā ye sila degāsamajh ke harf-e-ġhalat vo mujhe miṭā degā