Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghazal Jafari

b. 1960

Poems

  1. āj us kā mujhe iz.hār to kar lene dopyār hai tum se mujhe pyār to kar lene do
  2. āzmā.ūñgī use maiñ bhī sahar hone takapne ehsās kī hiddat ko guhar hone tak
  3. tum jān-e-ārzū ho nishāt-e-ḳhayāl hokyā dūñ bhalā misāl ke tum be misāl ho
  4. tum se bichhaṛ ke ḳhud se bhī ham dūr ho ga.egumnām ho ke aur bhī mashhūr ho ga.e
  5. dil pe girāñ hai zikr-e-firāq-o-visāl bhīguzre haiñ tere ba.ad ka.ī māh-o-sāl bhī
  6. dekhī haiñ bazm-e-shauq kī ra.anā.iyāñ bahutlikhī thīñ par nasīb meñ tanhā.iyāñ bahut
  7. shab-e-firāq hai aur ham bhī ġham ke māre haiñtumhāre ḳhvāb hī tanhā.ī ke sahāre haiñ
  8. kabhī jo ḳhat mujhe likhnā mohabbateñ likhnāburā shugūn hai har dam shikāyateñ likhnā
  9. hai garm intiḳhāb kā bāzār dekhnāahl-e-havas ke bikne kī raftār dekhnā