Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghazal Ansari

Poems

Meter
  1. ab zindagī kā koī sahārā nahīñ rahāsab ġhair haiñ koī bhī hamārā nahīñ rahā
  2. aisī tahrīr jo ānsū kī jhaṛī sābit hophir tavaqqo ke mohabbat bhī kaṛī sābit ho
  3. biphre dariyā kī ravānī se nikal ā.e haiñham banā bhīge hī pānī se nikal ā.e haiñ
  4. bhulānā hai bahut mushkil magar phir bhī bhulānā haitirī yādoñ ko dil se ab to har sūrat miṭānā hai
  5. ġhairoñ kī bastiyoñ meñ rahne ko ā rahe haiñis dil ko chhoṛ kar ham duniyā banā rahe haiñ
  6. na fikr karnā hamāre dil kī na is junūñ kā malāl rakhnāye iltijā hai hamārī tum se tum apne dil ko sambhāl rakhnā