Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ghausiya Khan Sabeen

b. 1980

Poems

  1. āndhī meñ bhī charāġh magan hai sabā ke sāthlagtā hai sāz bāz huī hai havā ke sāth
  2. ānkhoñ meñ hayā rakh ke bhī be bāk bahut thethe tere gunah gār magar pāk bahut the
  3. abhī dekhī kahāñ haiñ āp ne sab ḳhūbiyāñ merīnigāheñ ḍhūñḍhtī haiñ āp kī bas ḳhāmiyāñ merī
  4. ik sard jang kā hai asar mere ḳhūn meñehsās ho rahā hai disambar kā jon meñ
  5. chal diyā nāz zamāne ke uṭhāne vālāsāre ghar le gayā ghar chhoṛ ke jāne vālā
  6. qadam qadam pe hai raqsāñ udāsiyoñ kā jhunḍnafas nafas meñ utartā hai siskiyoñ kā jhunḍ
  7. muḳhtasar sī bāt ko bhī masala kahte rahezindagī meñ āp ko kyūñ rahnumā kahte rahe
  8. jab kabhī maiñ udās hotī hūñik hujūm ānsūoñ kā palkoñ par
  9. bahut gum sam bahut ḳhamosh haivo chand arse se