Poet
Ghausiya Khan Sabeen
b. 1980
Poems
- آندھی میں بھی چراغ مگن ہے صبا کے ساتھلگتا ہے ساز باز ہوئی ہے ہوا کے ساتھāndhī meñ bhī charāġh magan hai sabā ke sāthlagtā hai sāz bāz huī hai havā ke sāth
- آنکھوں میں حیا رکھ کے بھی بے باک بہت تھےتھے تیرے گنہ گار مگر پاک بہت تھےānkhoñ meñ hayā rakh ke bhī be bāk bahut thethe tere gunah gār magar pāk bahut the
- ابھی دیکھی کہاں ہیں آپ نے سب خوبیاں میرینگاہیں ڈھونڈھتی ہیں آپ کی بس خامیاں میریabhī dekhī kahāñ haiñ āp ne sab ḳhūbiyāñ merīnigāheñ ḍhūñḍhtī haiñ āp kī bas ḳhāmiyāñ merī
- اک سرد جنگ کا ہے اثر میرے خون میںاحساس ہو رہا ہے دسمبر کا جون میںik sard jang kā hai asar mere ḳhūn meñehsās ho rahā hai disambar kā jon meñ
- چل دیا ناز زمانے کے اٹھانے والاسارے گھر لے گیا گھر چھوڑ کے جانے والاchal diyā nāz zamāne ke uṭhāne vālāsāre ghar le gayā ghar chhoṛ ke jāne vālā
- قدم قدم پہ ہے رقصاں اداسیوں کا جھنڈنفس نفس میں اترتا ہے سسکیوں کا جھنڈqadam qadam pe hai raqsāñ udāsiyoñ kā jhunḍnafas nafas meñ utartā hai siskiyoñ kā jhunḍ
- مختصر سی بات کو بھی مسئلہ کہتے رہےزندگی میں آپ کو کیوں رہنما کہتے رہےmuḳhtasar sī bāt ko bhī masala kahte rahezindagī meñ āp ko kyūñ rahnumā kahte rahe