Poet
فروغ حیدرآبادی
Poems
- اس قدر محو تصور ہوں ستم گر تیرامجھ کو غربت میں نظر آنے لگا گھر تیراis qadar mahv-e-tasavvur hūñ sitam gar terāmujh ko ġhurbat meñ nazar āne lagā ghar terā
- تعلق مدتوں کا ترک اس سے ہو تو کیونکر ہوخدا کے واسطے ناصح نہ اتنا تو مرے سر ہوta.alluq muddatoñ kā tark us se ho to kyūñkar hoḳhudā ke vāste nāseh na itnā to mire sar ho
- دل نہیں ملنے کا پھر میرا ستم گر ٹوٹ کرچیز یہ ایسی نہیں جڑ جائے گی جو پھوٹ کرdil nahīñ milne kā phir merā sitam gar ṭūṭ karchīz ye aisī nahīñ juṛ jā.egī jo phūṭ kar
- رنگ دیکھا تری طبیعت کاہو چکا امتحاں محبت کاrang dekhā tirī tabī.at kāho chukā imtihāñ mohabbat kā
- غبار خاطر ناشاد ہوں میںکہ مٹنے کے لئے آباد ہوں میںġhubār-e-ḳhātir-e-nāshād hūñ maiñke miṭne ke liye ābād hūñ maiñ
- کسی صورت عدو کی ترک الفت ہو نہیں سکتیہمارے حال پر تیری عنایت ہو نہیں سکتیkisī sūrat adū kī tark-e-ulfat ho nahīñ saktīhamāre hāl par terī ināyat ho nahīñ saktī
- مچلتی ہے مرے سینے میں تیری آرزو کیا کیالیے پھرتی ہے تیری چاہ مجھ کو کو بہ کو کیا کیاmachaltī hai mire sīne meñ terī ārzū kyā kyāliye phirtī hai terī chāh mujh ko kū ba kū kyā kyā
- وار اور پھر وار کس کا آپ کی تلوار کااب رفو مشکل سے ہوگا زخم دامن دار کاvār aur phir vār kis kā āp kī talvār kāab rafū mushkil se hogā zaḳhm-e-dāman dār kā
- ہو ترقی پر مرا درد جدائی اور بھیاور بھی اے بے وفا کر بے وفائی اور بھیho taraqqī par mirā dard-e-judā.ī aur bhīaur bhī ai be vafā kar be vafā.ī aur bhī