Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faisal Nadeem Faisal

b. 1983

Poems

Meter
  1. āp be kār ulajh baiṭhe haiñ taqdīr ke sāthpahle paṛhiye to zarā sabr ko tafsīr ke sāth
  2. agarche tum sā banāyā nahīñ gayā hūñ maiñmagar banā ke miṭāyā nahīñ gayā hūñ maiñ
  3. ḳhudā ke zikr meñ mashġhūl haiñ jo mast pahāṛsamajh ga.e haiñ yaqīnan adā-e-vaqt pahāṛ
  4. ḳhvāhisheñ intizār aur yaqīnvasvase be shumār aur yaqīn
  5. zamīn-e-hijr meñ gardan talak giṛā huā hūñmaiñ tujh ko hār ke ab soch meñ paṛā huā hūñ
  6. sarāb-o-dasht vahī sārbān tīsrā haisafar ke sāth bandhā imtihān tīsrā hai
  7. kuchh aisā rabt musalsal rahā shuūr se bhīke ḳhauf āne lagā ishq ke vafūr se bhī
  8. kuchh salīqe se agar chāk ghumāyā jātāain mumkin hai ke shahkār banāyā jātā
  9. mujh par nishāñ lagā.iye pahle savāliyephir masaloñ ko kholiye aur hal nikāliye
  10. mujh diye par ye ik atā rahī haiḳhud muhāfiz mirī huā rahī hai