Poet
Faisal Imtiyaz Khan
b. 2001
Poems
- اک دیا دل میں جلاتا ہے چلا جاتا ہےوہ مجھے دیکھ کے رکتا ہے چلا جاتا ہےik diyā dil meñ jalātā hai chalā jātā haivo mujhe dekh ke ruktā hai chalā jātā hai
- انتظار اس کا کر بھی سکتے ہوکر کے وعدہ مکر بھی سکتے ہوintizār us kā kar bhī sakte hokar ke va.ada makar bhī sakte ho
- اول اول خواب دکھایا جائے گابعد میں امیدوں کو توڑا جائے گاavval avval ḳhvāb dikhāyā jā.egāba.ad meñ ummīdoñ ko toṛā jā.egā
- پردہ تمہارے رخ سے ہٹانا پڑا مجھےیوں اپنی حسرتوں کو جگانا پڑا مجھےparda tumhāre ruḳh se haṭānā paṛā mujheyūñ apnī hasratoñ ko jagānā paṛā mujhe
- پہلی نگاہ میں ہی وہ دل میں اتر گیاپھر اس کے بعد دل میں جو کچھ تھا بکھر گیاpahlī nigāh meñ hī vo dil meñ utar gayāphir is ke ba.ad dil meñ jo kuchh thā bikhar gayā
- تو نے کبھی بھی آنسو بہا کر نہیں دیکھانمناک نگاہوں سے منا کر نہیں دیکھاtū ne kabhī bhī ānsū bahā kar nahīñ dekhānamnāk nigāhoñ se manā kar nahīñ dekhā
- دنیا کے امتحان میں کیا کیا صلہ ملالمحہ بہ لمحہ ایک نیا حادثہ ملاduniyā ke imtihān meñ kyā kyā sila milālamha ba lamha ek nayā hādisa milā
- عالم رنج و الم ہے خیر ہویا خدا کیسا ستم ہے خیر ہوālam-e-ranj-o-alam hai ḳhair hoyā ḳhudā kaisā sitam hai ḳhair ho
- کہاں لے آئے مجھ کو میں کہاں تھاکسی مفلس کا شاید آشیاں تھاkahāñ le ā.e mujh ko maiñ kahāñ thākisī muflis kā shāyad āshiyāñ thā
- میں کر نہ پایا ضبط زبس چیختا رہاجب آئی مجھ کو یاد قفس چیختا رہاmaiñ kar na pāyā zabt zabas chīḳhtā rahājab ā.ī mujh ko yād qafas chīḳhtā rahā
- میں نے دنیا میں فقط دیکھے ہیں جانے والےمیں نے دیکھے ہی نہیں ہیں کبھی آنے والےmaiñ ne duniyā meñ faqat dekhe haiñ jāne vālemaiñ ne dekhe hī nahīñ haiñ kabhī āne vāle
- وہ ہم سے ملنے کے لیے آئے نہیں کبھیہم نے بھی راگ عشق کی چھیڑے نہیں کبھیvo ham se milne ke liye ā.e nahīñ kabhīham ne bhī rāg ishq kī chheṛe nahīñ kabhī