انتظار اس کا کر بھی سکتے ہو
Faisal Imtiyaz Khan (b. 2001)انتظار اس کا کر بھی سکتے ہو
کر کے وعدہ مکر بھی سکتے ہو
تم اگر گھر میں آ نہیں سکتے
میرے گھر سے گزر بھی سکتے ہو
تم نے پتھر سے دل لگایا ہے
آئنہ ہو بکھر بھی سکتے ہو
مجھے ہر لمحہ کیوں ستاتے ہو
دنیا والو سدھر بھی سکتے ہو
ملنے جانا ہے تجھ کو کل فیصلؔ
آج کی شام مر بھی سکتے ہو
intizar us ka kar bhi sakte ho
kar ke waada makar bhi sakte ho
tum agar ghar mein a nahin sakte
mere ghar se guzar bhi sakte ho
tum ne patthar se dil lagaya hai
aina ho bikhar bhi sakte ho
mujhe har lamha kyun satate ho
duniya walo sudhar bhi sakte ho
milne jana hai tujh ko kal faisal
aj ki sham mar bhi sakte ho