Poet
Faheem Amrohvi
Poems
- برسر روزگار تھے پہلےہم بھی یاروں کے یار تھے پہلےbarsar-e-rozgār the pahleham bhī yāroñ ke yār the pahle
- تم جو ہو پاس تو کمی کیا ہےتم نہ ہو تو یہ زندگی کیا ہےtum jo ho pās to kamī kyā haitum na ho to ye zindagī kyā hai
- دن تو جوں توں چلو گزر جائےنگھرا رات میں کدھر جائےdin to jūñ tūñ chalo guzar jā.enigharā rāt meñ kidhar jā.e
- ڈوبا ہوا سا خون میں خاور دکھائی دےگویا سحر میں شام کا منظر دکھائی دےḍūbā huā sā ḳhūn meñ ḳhāvar dikhā.ī degoyā sahar meñ shām kā manzar dikhā.ī de
- رات کٹی ہے روتے روتےغم کا بوجھا ڈھوتے ڈھوتےrāt kaṭī hai rote roteġham kā būjhā ḍhote ḍhote
- سوچتا ہوں کدھر گئے ہم لوگجی رہے ہیں کہ مر گئے ہم لوگsochtā hūñ kidhar ga.e ham logjī rahe haiñ ke mar ga.e ham log
- غم کی گر چاشنی نہیں ہوتیزندگی زندگی نہیں ہوتیġham kī gar chāshnī nahīñ hotīzindagī zindagī nahīñ hotī
- ہم نے بوڑھوں سے یہ سنی ہے میاںبات وہ ہے جو ان کہی ہے میاںham ne būṛhoñ se ye sunī hai miyāñbāt vo hai jo an kahī hai miyāñ