Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Dawood Kashmiri

Poems

Meter
  1. be ḳhabar apne muqaddar se rahā pahle pahaljab qadam shahr-e-zuleḳhā meñ rakhā pahle pahal
  2. dard ik sham.a tafakkur hai agar samjho tofahm insāñ kā tabahhur hai agar samjho to
  3. ajab hasrat se takte haiñ nagar ke band dar mujh kochalā jātā hūñ le jātī hai tanhā.ī jidhar mujh ko
  4. merī vafā muqīm hai gard-o-ġhubār meñāhista chalnā bād-e-sabā kū-e-yār meñ
  5. mai ḳhāna kī raunaq hai judā shān-e-haram aurmai kash kā mizāj aur hai zāhid kā bharam aur
  6. har haqīqat hai vahī ḳhvāb-e-pareshāñ ke jo thājazba-e-dil hai vahī chāk-e-garebāñ ke jo thā