Poet
Danish Farahi
1949–2023
Poems
- حشر اک گزرا ہے ویرانے پہ گھر ہونے تکجانے کیا بیتی ہے دانے پہ شجر ہونے تکhashr ik guzrā hai vīrāne pe ghar hone takjāne kyā bītī hai dāne pe shajar hone tak
- دعا ہماری کبھی با اثر نہیں ہوتیتمہاری ہم پہ کرم کی نظر نہیں ہوتیduā hamārī kabhī bā asar nahīñ hotītumhārī ham pe karam kī nazar nahīñ hotī
- دل تھا بے کیف محبت کی خطا سے پہلےلطف ایسا نہیں آیا تھا سزا سے پہلےdil thā be kaif mohabbat kī ḳhatā se pahlelutf aisā nahīñ āyā thā sazā se pahle
- ستم کے بعد بھی باقی کرم کی آس تو ہےوفا شعار نہیں وہ وفا شناس تو ہےsitam ke ba.ad bhī bāqī karam kī ās to haivafā shi.ār nahīñ vo vafā shanās to hai
- شیشے سے زیادہ نازک تھا یہ شیشۂ دل جو ٹوٹ گیامت پوچھو کہ مجھ پر کیا گزری جب ہاتھ سے ساغر چھوٹ گیاshīshe se ziyāda nāzuk thā ye shīsha-e-dil jo ṭūṭ gayāmat pūchho ke mujh par kyā guzrī jab hāth se sāġhar chhūṭ gayā
- کچھ اپنے دور کی بھی کہانی لکھا کروپتھر کو موم خون کو پانی لکھا کروkuchh apne daur kī bhī kahānī likhā karopatthar ko mom ḳhūn ko pānī likhā karo
- کس قدر اضطراب ہے یاروزندگی اک عذاب ہے یاروkis qadar iztirāb hai yārozindagī ik azāb hai yāro
- نہ سوچیں اہل خرد مجھ کو آزمانے کومیں جانتا ہوں بہت عقل کے فسانے کوna socheñ ahl-e-ḳhirad mujh ko āzmāne komaiñ jāntā hūñ bahut aql ke fasāne ko
- نہ وہ طائروں کا جمگھٹ نہ وہ شاخ آشیانہتم اسے خزاں کہو گے کہ بہار کا زمانہna vo tā.iroñ kā jamghaṭ na vo shāḳh-e-āshiyānatum use ḳhizāñ kahoge ke bahār kā zamāna