Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Baldev singh Hamdam

b. 1922

Poems

Meter
  1. agar haiñ ḳhār-e-alam ādmī ke dāman meñḳhushī ke phūl bhī to haiñ usī ke dāman meñ
  2. tamannā hai tamannā meñ tirī jī se guzar jā.eñyahī hai ārzū apnī isī ḳhvāhish meñ mar jā.eñ
  3. junūñ baġhair kabhī āgahī nahīñ hotījale na sham.a to kuchh raushnī nahīñ hotī
  4. jo bāt rahe dil meñ vahī bāt baṛī haiulfat kā taqāzā bhī yahī kam suḳhanī hai
  5. raushnī ho na sakī shām ke hangām ke sāthaur ham dīp jalāte rahe har shām ke sāth
  6. guloñ ke dām-e-mohabbat meñ ā rahā hūñ maiñfareb-e-husn majāzī kā khā rahā hūñ maiñ
  7. ham bhī sunte jo tire husn ke charche hotekāsh is vaqt tirī bazm meñ baiṭhe hote