Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

اختر علی اختر

Poems

Meter
  1. ujāloñ kī numā.ish ho rahī haiandheroñ se bhī sāzish ho rahī hai
  2. tum ne dīvāna kiyā achchhā huāhar jagah merā junūñ rusvā huā
  3. harīm-e-ka.aba banā dī vo sar zamīñ maiñ netire ḳhayāl meñ rakh dī jahāñ jabīñ maiñ ne
  4. dil kī ārzū thī dard dard-e-be davā pāyākyā savāl thā merā aur kiyā javāb un kā
  5. dil-o-jāñ ham nisār karte haiñvo nigāhoñ se vār karte haiñ
  6. fareb-e-jalva kahāñ tak barū-e-kār rahenaqāb uṭhā.o ke kuchh din zarā bahār rahe
  7. ḳhvāb āsūdgī sunahrā haizindagī par to saḳht pahrā hai
  8. zindagī kyā hai jo dil ho tishna-e-zauq-e-vafāya.anī ye parda to uṭh saktā hai āsānī ke sāth